Who's Online?

We have 60 guests online
Hum Tumhare Hain Sanam (Song Lyrics) Print
Friday, 13 April 2007 08:14

Gale Mein Laal Tie

Saiyyan Re Saiyyan Oh More Saiyyan Aake Gale Lag Ja
Saiyyan Re Saiyyan Oh More Saiyyan Aake Gale Lag Ja
Saiyyan Re Saiyyan Oh More Saiyyan Aake Gale Lag Ja
Gale Mein Laal Tie Ghar Mein Ek Char Pai
Takiya Ek Hai Aur Hum Do Ek Hai Razaie
Sardi Kaisi Jaayegi Kaho Kaise Hume Neend Aayegi
Sardi Kaisi Jaayegi Kaho Kaise Hume Neend Aayegi
Gale Mein Laal Tie Ghar Mein Ek Char Pai
Takiye Ki Fiker Na Kar Banunga Main Khud Razaie
Gale Se Lagaloonga Oh Tose Coffee Piladoonga
Gale Se Lagaloonga Oh Tose Coffee Piladoonga

Saari Duniya Chain Se Soye Hum Dono Baaton Mein Khoye
Tum Se Main Darti Hoon Koyi Harkat Na Karo
Ek Hai Shart Meri Tum Shararat Na Karo
Haaye Yeh Pasina Kyon Aa Gaya Hai Humdum
Na To Kuch Soche Tum Na To Kuch Soche Hum
Lage Char Pai Mein Kahin Ek Khatmal Hain
Tang Mujhe Karta Hain Tan Mein Hal-Bal Hain
Dushman Khatmal Ko Tujhse Mohabbat Hain
Jahan Chaahe Ho Mein Ga Haay Kya Kismat Hai
Abhi Usse Dhoond Kar Main Takdi Saja Doonga
Abhi Usse Dhoond Kar Main Takdi Saja Doonga
Gale Mein Laal Tie Ghar Mein Ek Char Pai
Takiya Ek Hai Aur Hum Do Ek Hai Razaie
Sardi Kaisi Jaayegi Kaho Kaise Hume Neend Aayegi
Gale Se Lagaloonga Oh Tose Coffee Piladoonga

Khidki Ke Mein Parde Gira Doon
Tum Kehdo To Batti Booja Doon
Are Baba Na Re Na Batti Na Booja Dena
Waqt Ka Pata Nahin Kuch Na Ho Jaaye Kahin
Kehta Hoon Sar Ki Kasam Zyaada Na Chedonga
Is Sharafat Ke Liye Ek Chumma Loonga
Haay Kismat Phooti Kise Laar Kiya
Aise Be-Sabri Se Maine Kyon Pyaar Kiya
Ab To Majboori Hai Yeh Gadi Aayi Hai
Saath Sona Hi Pade Ek Char Paayi Hai
Tere Bharose Ko Kabhi Na Daga Doonga
Samjhi Tere Bharose Ko Kabhi Na Daga Doonga
Gale Mein Laal Tie Ghar Mein Ek Char Pai
Takiya Ek Hai Aur Hum Do Ek Hai Razaie
Sardi Kaisi Jaayegi Kaho Kaise Hume Neend Aayegi
Gale Se Lagaloonga Oh Tose Coffee Piladoonga

 

Taaron Ka Chamakta Gehna Ho

Taaron Ka Chamakta Gehna Ho
Taaron Ka Chamakta Gehna Ho
Phool Ki Mehekthi Vaadi Ho
Us Ghar Mein Khushaali Aaye
Jis Ghar Mein Tumhaari Shaadi Ho
Taaron Ka Chamakta Gehna Ho
Phool Ki Mehekthi Vaadi Ho
Us Ghar Mein Khushaali Aaye
Jis Ghar Mein Tumhaari Shaadi Ho

Yeh Phool Tumhaare Zevar Hai
Yeh Chaand Tumhaara Aaina
Tum Jab Aise Sharmaati Ho
Dulhe Ka Dhadakta Hai Seena
Har Aaina Tumko Dekhe
Tum To Aisi Shehzadi Ho
Us Ghar Mein Khushaali Aaye
Jis Ghar Mein Tumhaari Shaadi Ho

Meri Behna Hai Phool Baharon Ka
Meri Behna Hai Noor Nazaron Ka
Meri Behna Ke Jaisi Koi Behna Nahin
Bina Iske Kahin Bhi Mujhe Rehna Nahin
Jaise Hai Chaand Sitaron Mein
Meri Behna Hai Ek Hazaron Mein
Hum Jaise Bhole Bhaalo Ki
Yeh Duniya To Hai Dilwalo Ki
Yeh Duniya To Hai Dilwalo Ki
Yeh Duniya To Hai Dilwalo Ki
Taaron Ka Chamakta Gehna Ho
Phool Ki Mehekthi Vaadi Ho
Us Ghar Mein Khushaali Aaye
Jis Ghar Mein Tumhaari Shaadi Ho

Khushiyon Ke Melon Mein Baitho
Koyi Gham Na Tumhare Paas Aaye
Na Umar Ka Pehra Ho Tum Pe
Meri Dil Ki Dua Yeh Rang Laaye
Rab Hasta Hua Rakhe Tum Ko
Tum To Hasne Ki Aadi Ho
Us Ghar Mein Khushaali Aaye
Jis Ghar Mein Tumhaari Shaadi Ho
Taaron Ka Chamakta Gehna Ho
Phool Ki Mehekthi Vaadi Ho
Us Ghar Mein Khushaali Aaye
Jis Ghar Mein Tumhaari Shaadi Ho
Taaron Ka Chamakta Gehna Ho
Phool Ki Mehekthi Vaadi Ho
Us Ghar Mein Khushaali Aaye
Jis Ghar Mein Tumhaari Shaadi Ho

 

Na Na Nana

Dil Ho Raha Hai Deewana Us Pe Tera Muskuraana
Adaon Se Dil Ko Churana Hai Ladkiyon Ki Ada
Dil Ho Raha Hai Deewana Us Pe Tera Muskuraana
Adaon Se Dil Ko Churana Hai Ladkiyon Ki Ada
Jab Teer Nazron Ke Chalte Hain Yeh Dil Nishane Bante Hain
Ab Aaj Yeh Humne Bhi Jaane Mushkil Hai Dil Ka Bachpana
Jab Teer Nazron Ke Chalte Hain Yeh Dil Nishane Bante Hain
Ab Aaj Yeh Humne Bhi Jaane Mushkil Hai Dil Ka Bachpana

Yeh Dil Maangey Or Le Le Jaan Jaaye To Aashiq Jaaye Kahan
Yeh Pyaar Kare Jab Deewana Oh Mushkil Dil Ko Samjaana
Yeh Dil Maangey Or Le Le Jaan Jaaye To Aashiq Jaaye Kahan
Yeh Pyaar Kare Jab Deewana Oh Mushkil Dil Ko Samjaana
Dil Ho Raha Hai Deewana Us Pe Tera Muskuraana
Adaon Se Dil Ko Churana Hai Ladkiyon Ki Ada

 


Dil Tod

Mehfil Mein Hai Sab Lok Mera Salaam
Dilwaalon Suno Mera Payaam
Dil Ki Kahani Main Kisko Sunao
Baat Yeh Dil Ki Main Tum Ko Bataon
Dil Ki Kahani Main Kisko Sunao
Baat Yeh Dil Ki Main Tum Ko Bataon
Baat Hai Dil Ki Dil Ko Pata Hai
Baat Hai Dil Ki Dil Ko Pata Hai
Kya Bataon Aur Kya Main Chupaon
Dil Chhod Aaya Jaane Main Kahan
Oh Dil Tod Aaya Jaane Main Jaane Mein Kahan

Pyaar Aggan Hai Pyaar Laggan Hai
Pyaar Hai Meera Pyaar Kishan Hai
Pyaar Aggan Hai Pyaar Laggan Hai
Pyaar Hai Meera Pyaar Kishan Hai
Dil Ke Mere Aawaz Ho Tum
Dil Ke Mere Aawaz Ho Tum
Geet Hoon Main Aur Saaz Ho Tum
Dil Chhod Aaya Jaane Main Kahan
Oh Dil Tod Aaya Jaane Main Jaane Mein Kahan

Raat Na Aaye Chaand Na Nikle
Mausam Badle Tu Na Badle
Raat Na Aaye Chaand Na Nikle
Mausam Badle Tu Na Badle
Tum Na Badalna Saathi Mere
Saath Hi Chalna Saathi Mere
Dil Chhod Aaya Jaane Main Kahan
Oh Dil Tod Aaya Jaane Main Jaane Mein Kahan
Saathiya Tu Ab To Aa Bhi Ja Sun Le Tu Ab Dil Ki Sada
Saathiya Tu Ab To Aa Bhi Ja

 

Aa Gaya

Ho Aa Gaya Haay Aa Gaya Haan Aa Gaya
Aa Gaya Aa Gaya Aa Gaya
Haay You Beautiful Girls I Have This Beautiful Flower In My Hand
I Wonder Which One Of You Will Be Lucky To Get It
You You You How About You?
Aa Gaya Aa Gaya Dil Churane Main Aa Gaya
Aa Gaya Aa Gaya Dil Churane Main Aa Gaya
Aa Gaya Aa Gaya Dil Churane Main Aa Gaya
Life Is Loveable Pyaar Nahin Saleable
Life Is Loveable Pyaar Nahin Saleable
Dil Mera Available Tere Liye
Aa Gaya Aa Gaya Dil Churane Main Aa Gaya
Aa Gaya Aa Gaya Dil Churane Main Aa Gaya

Naya Jeet Hain Naya Saaz Hai
Naya Beat Hain Naya Raag Hai
Naya Jeet Hain Naya Saaz Hai
Naya Beat Hain Naya Raag Hai
Mere Saath Mein Zara Jhum Le
Milaake Nazar Mujhe Choom Le
Rang Jamane Aaya Dhoom Machane Aaya
Chain Churane Aaya Pyaar Ka Tohfa Laya Laya
Aa Gaya Aa Gaya Dil Churane Main Aa Gaya
Aa Gaya Aa Gaya Dil Churane Main Aa Gaya

Jawan Umer Hai Haseen Raat Hai
Chaahaton Bhari Mulakaat Hai
Jawan Umer Hai Haseen Raat Hai
Chaahaton Bhari Mulakaat Hai
Jisko Dekhiye Bekaraar Hai
Har Haseen Ko Mujhse Pyaar Hai
Hosh Udane Aaya Khwaab Sajaane Aaya
Gham Bhulane Aaya Mehfilo Pe Chhaya Chhaya
Aa Gaya Aa Gaya Dil Churane Main Aa Gaya
Aa Gaya Aa Gaya Dil Churane Main Aa Gaya
Life Is Loveable Pyaar Nahin Saleable
Life Is Loveable Pyaar Nahin Saleable
Dil Mera Available Tere Liye
Aa Gaya Aa Gaya Dil Churane Main Aa Gaya
Aa Gaya Aa Gaya Dil Churane Main Aa Gaya
Main Aa Gaya Main Aa Gaya Main Aa Gaya